Posts: 100
Threads: 33
Joined: Oct 2014
Reputation:
44
takhallus: Amanush
Tamanna-e-jannat karte heiN sabhi
fanaah hone se magar darte heiN log
Jeene ke liye mujhe ek sapnaa dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai
Posts: 123
Threads: 32
Joined: Oct 2014
Reputation:
51
Rishte banate aur nibhate nahi to kya karte !
Laashon ko zami se youn hi nahi uthati duniya !!
Tumhaare liye to dhadakta tha ye dil .....
Tumhi ban gaye in dhadkanon ke dushman .......
Posts: 344
Threads: 45
Joined: Oct 2014
Reputation:
31
Waaaah waah waaaah Pankaj Bhai..kya baat hai...bahut bahut khoob!
Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka....
(SR) c
Posts: 344
Threads: 45
Joined: Oct 2014
Reputation:
31
Kuch alag hai har shaks ka numaaindgee yahan
Chhote tamaashaaon sey bani ek numaaish hai yeh duniya..
(SR).c
Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka....
(SR) c
Posts: 344
Threads: 45
Joined: Oct 2014
Reputation:
31
Thanks Zainy ji.:-)
(08-11-2014, 02:07 AM)zainy Wrote: bohat hi khoobsurat ashaar Masha Allah...pankaj sahab , hassan sahab,,,sanjay ji....superb!...
Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka....
(SR) c
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
bohat khoob sanjay ji pankaj ji
Aisi bhi mohabbat ki saza deti hai duniya
Mar jayein to jeene ki dua deti hai duniya
NM
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 344
Threads: 45
Joined: Oct 2014
Reputation:
31
Bazm-e-Aashnaai mein koi tanha nahi.
Kisiki nazm banaati hai kisiki duniya....
(SR)c
Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka....
(SR) c
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
wah...bohat khoob sanjay ji....
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
Ye zakhm mohabbat ka hai dikhana na kisi ko
Laa kar sar-e-bazaar sajaa deti hai ye duniya
nm
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 344
Threads: 45
Joined: Oct 2014
Reputation:
31
Waah waah Zainy ji and thank u too
Ho zakhm kisika bhi lagaata hoon main marham
Phir kyun mujhe har waqt sataati hai yeh duniya...
(SR) c
Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka....
(SR) c
Posts: 123
Threads: 32
Joined: Oct 2014
Reputation:
51
09-11-2014, 12:47 AM
(This post was last modified: 09-11-2014, 01:00 AM by Pankaj Mishra.)
Achchi mehfil jami hai.......sabka shukriya.....kuch meri taraf se...
Khuddari pe kudgarzi ka mael iqattha karti hai !
Insaan wahi raheteN hain badal jaati hai duniya !!
Rangeen libaas me kaid inssan main nahiN hoon !
Ek jhooth ko sach se magar roz milaati hai duniya !!
Tumhaare liye to dhadakta tha ye dil .....
Tumhi ban gaye in dhadkanon ke dushman .......
Posts: 588
Threads: 103
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
wahhh... khoob meHfil roshan kii hai sabhii dostoN ny....
meri taraf sy bhi aik koshish ... :-
jab se dekha hai un kii aankhoN meiN..
dunia huii haseeN milan ke sapnoN meiN..
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 123
Threads: 32
Joined: Oct 2014
Reputation:
51
09-11-2014, 12:16 PM
(This post was last modified: 09-11-2014, 12:40 PM by Pankaj Mishra.)
SORRY 4 NOT BEING ON TIME
RADEEF. Hai. "HUM"
Tumhaare liye to dhadakta tha ye dil .....
Tumhi ban gaye in dhadkanon ke dushman .......
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
Naya ek rishta paida kyun karein hum
Bicharna hai to jhhagra kyon karain hum
Jaun eliya
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 344
Threads: 45
Joined: Oct 2014
Reputation:
31
Har baat pe yun' ungliyaan na pakdoe
Sab kuch nahi sikhaa saktey hain hum...
(SR)c
Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka....
(SR) c