Posts: 588
Threads: 103
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
Very nice guys.....
ishQ dil meiN rehta hai lekin!
zaahir hota hai aankhoN se...
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
GOOD ONE
Tu laakh khafa sahi per ek baar to dekh,
Koi toot sa gaya hai tere rooth jaane se…
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 344
Threads: 45
Joined: Oct 2014
Reputation:
31
Ab kya shikayat kisi se,
Woh khud se,hum khud se..
(SR)c
Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka....
(SR) c
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
Wahshatein barhti gayiN hijr ke aazaar ke saath
Ab to hum baat bhi karte nahi Ghamkhaar ke saath
faraaz
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 344
Threads: 45
Joined: Oct 2014
Reputation:
31
Bas bheegti hai aankhen aur cheekhta hai dil
Aata hai dard kitna har haadsey key saath..
(SR) c
Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka....
(SR) c
Posts: 514
Threads: 70
Joined: Oct 2014
Reputation:
75
takhallus: Safiir
ek halchal si machii rahtii hai dil meN har ghaDii
saath haiN pyaare hamaare hum nahiN pyaaroN ke saath
-- Zafar Iqbal
सफ़ीर
मरमरीं रूख़ से हर रोज़ नयी सुबह चले
सुर्ख़ गालों पे तेरी पलकें झुके शाम ढले
مرمریں راکھ سے ہر روز نیی صوبۂ چلے
سرکہ گالوں پی تری پلکیں جھکے شام دھلے
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
Har taraf khamoshiya awaaz deti thin mujhe
Jhankti thi ik khushi har haadse ke saath saath
zidd sahab
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 588
Threads: 103
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
haseeN ho jaye zindagi bhii
gar naseeb ho jaye tera saath...
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
Tere na milna ke gham kam nahi par khushi yeh hai
Aaye ga sada mera naam tere naam ke saath.
NM
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
ye mujhe chain kyuu.N nahii.n pa.Dataa
ik hii shaKhs thaa jahaan me.n kyaa
jaun elia
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 588
Threads: 103
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
bohat khoob dostoN...
jala hai agar jism to dil bhi to jal gaya ho ga!
KyuN raakh khuraid'tay ho, aakhir justuju hy kia?
(not mine)
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
Dil mein ab soz-e-intezar nahin,
Shamm-e ummeed bujh gayi ho kya?
jaun elia
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 514
Threads: 70
Joined: Oct 2014
Reputation:
75
takhallus: Safiir
DostoN
Bahot khub silsila jaari rakhaa hai. Takheer se aane ke liye muaafi chaahtaa hooN. Magar kaam meN ulajh gayaa hooN is vajah se aa nahi paa rahaa hooN.
Chaliye nayaa lafz lets haiN.. Toh aaj ka lafz hai 'aur'
सफ़ीर
मरमरीं रूख़ से हर रोज़ नयी सुबह चले
सुर्ख़ गालों पे तेरी पलकें झुके शाम ढले
مرمریں راکھ سے ہر روز نیی صوبۂ چلے
سرکہ گالوں پی تری پلکیں جھکے شام دھلے
Posts: 2,446
Threads: 496
Joined: Sep 2014
Reputation:
112
takhallus: zaara
jaate hu.e kahte ho qiyaamat ko mileNge
kyaa KHuub qiyaamat kaa hai goyaa ko.ii din aur
ghalib
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Ki Dost
Zaara
Posts: 588
Threads: 103
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
zaamana laakh bura saahii lekin!
aap acche ho to zamana bhi accha hai...
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 588
Threads: 103
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
qatra dariya meiN jo mil jaye to darya ho jaaye
kaam accha hai woh jis ka maal accha hai ..
-Ghalib
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 588
Threads: 103
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
hum ko maloom hai Jannat ki haqeeqat, lekin
dil ke behlaaney ko Ghaalib! yeh khayaal accha hai
-Ghalib
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)