13-11-2015, 07:51 PM
Banaya rab ne mujhe parinda parvaaz-e-aasmaan ke khatir
Aashiyaan toh bantey hai yahaan sirf insaan ke khatir
Gar nahi nasheyman mera kahi toh kya gham hai mujh ko
Mai aazaad makhlooq-e-khuda hu syair- e- jahaan ke khatir