Posts: 589
Threads: 103
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
23-10-2014, 05:21 PM
Adaab-o-tasleemat dostoN,
Chalo aaj aik silsila shuru karte haiN...
"Sher ka Jawaab Sher se dejiye" ...
aap apna Sher post kar ke doosre dost ke sher ka intezaar kejiye...
Jab koi sher ka jawaab de ga, us ke baad hii aap apna sher post kejiye ga...
Lekin yeH yaad rahe ke jawaabi sher pesh kiye gaye sher se kuch na kuch rabt rakhta ho..
sher aap ka apna bhi ho sakta hai ya kisi moshoor shayer ka ya kissi bhi shaayer ka,
lekin yaad rahe ke agar kisi aur shayar ka hai to neeche us shayer ka naam zaoor likheN,
aur agar shayer ka naam nahi pata to 'not mine' ya phir 'nm' likh dieN..
Umeed hai ke iss koshish se hum meHfil ka lutf bhi utha sakieN ge aur kuch seekh bhi sakieN ge..
toH iss silsily ki shuruaat maiN iss sher se karta hooN :-
kyuN na kar loonH tujh se shanasaai pakki waali?
tu hii to hai meri 'aashnai' sacchi waali....
Posts: 3
Threads: 0
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Oct 2014
Reputation:
0
23-10-2014, 07:42 PM
jism dono.n ka bas bahaana tha
rooh se rooh ko milaana thaa
Posts: 589
Threads: 103
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
23-10-2014, 10:33 PM
(23-10-2014, 07:42 PM)arghwan86 Wrote: jism dono.n ka bas bahaana tha
rooh se rooh ko milaana thaa
wahhhh Arghwan jee.. Bohat khoob ...
jism-o-jaaN ko to baich hii dalaa
ab mujhe baichnii hai laash apni....
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 110
Threads: 16
Thanks Received: 2 in 2 posts
Thanks Given: 1
Joined: Sep 2014
Reputation:
24
takhallus: Ahmad
24-10-2014, 05:05 AM
(This post was last modified: 24-10-2014, 05:06 AM by Ahmad Hyderabadi.)
Nafrat o zulmataon ka rishtaa atoot haye,
Zulmat men reh sakogay ye baat jhoot haye!
Posts: 589
Threads: 103
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
24-10-2014, 10:37 AM
(24-10-2014, 05:05 AM)Ahmad Hyderabadi Wrote: Nafrat o zulmataon ka rishtaa atoot haye,
Zulmat men reh sakogay ye baat jhoot haye!
wahhh! Ahmad bhai... kia kehne.. bohat khoob..
us shaks per zaroor zulmatoN ke pahaad tootay hooN ge!
jis shaks ko rootay huay aaj tak kissi ne nahiiN dekha...
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 123
Threads: 0
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Oct 2014
Reputation:
12
24-10-2014, 12:01 PM
(24-10-2014, 10:37 AM)Hassan Wrote: wahhh! Ahmad bhai... kia kehne.. bohat khoob..
us shaks per zaroor zulmatoN ke pahaad tootay hooN ge!
jis shaks ko rootay huay aaj tak kissi ne nahiiN dekha...
;
;
Parh sako tou parh lo, dard meri aankaho’n mai,
Ke dil ke zakhmon ki numaish nahi, gawara mujhko…..ismail.
Posts: 589
Threads: 103
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
24-10-2014, 12:08 PM
(24-10-2014, 12:01 PM)khanismail Wrote: ;
;
Parh sako tou parh lo, dard meri aankaho’n mai,
Ke dil ke zakhmon ki numaish nahi, gawara mujhko…..ismail.
waahhhhhhhhhhhhhhhhhh!!! kia ghazab ka sher pesh kiya hai sir.. bohat bohat khoob...
hum numaaish-e-dard nahii karte lekin!
haal bayaaN kar deti haiN aankhien..
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 123
Threads: 0
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Oct 2014
Reputation:
12
24-10-2014, 12:17 PM
Parh sako tou parh lo, dard meri aankaho’n mai,
Ke dil ke zakhmon ki numaish nahi, gawara mujhko…..ismail.
Posts: 123
Threads: 0
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Oct 2014
Reputation:
12
24-10-2014, 12:42 PM
(24-10-2014, 12:08 PM)Hassan Wrote: waahhhhhhhhhhhhhhhhhh!!! kia ghazab ka sher pesh kiya hai sir.. bohat bohat khoob...
hum numaaish-e-dard nahii karte lekin!
haal bayaaN kar deti haiN aankhien..
bahot umda janab waaaaaaaaaaah.
Posts: 123
Threads: 0
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Oct 2014
Reputation:
12
24-10-2014, 12:46 PM
Ek uthti aur jhukti nazar ke beech ka lamha,
Sunaa gaya ek daastan-e-karb-e-tanhayi humain….Ismail.
Posts: 677
Threads: 87
Thanks Received: 3 in 3 posts
Thanks Given: 3
Joined: Oct 2014
Reputation:
108
takhallus: "Harsh" /"हर्ष"
24-10-2014, 09:31 PM
...
तेरे लबों की तासीर नहीं निगाहों का सितम है,
ये खुशी तो है तेरे दम से मगर बहुत कम है |
______________हर्ष महाजन
Posts: 589
Threads: 103
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Sep 2014
Reputation:
23
25-10-2014, 12:12 PM
(24-10-2014, 09:31 PM)Harash Mahajan Wrote: ...
तेरे लबों की तासीर नहीं निगाहों का सितम है,
ये खुशी तो है तेरे दम से मगर बहुत कम है |
______________हर्ष महाजन
wahhh wahhh wahhh ..... bohat bohat khoob Harash jee...
sar-e-meHfil payaam suna gaya hai qaasid, hairaaN hooN maiN
labooN pe un ke mera naam, dil-e-baghbaaN hooN maiN....
*hSn* : parStaar
kia kaheN kuch kaha nahii jaata!
aah...! chup bhii raha nahii jaata.. (Mir Taqi Mir)
Posts: 569
Threads: 430
Thanks Received: 3 in 3 posts
Thanks Given: 11
Joined: Sep 2014
takhallus: Mujeeb
25-10-2014, 02:03 PM
muztarib kiyoN na ho armaan dil meN ?
qaid mehmaan huwaa jaataa hai .
daag
Posts: 2.5k
Threads: 510
Thanks Received: 19 in 18 posts
Thanks Given: 53
Joined: Sep 2014
Reputation:
116
takhallus: zaara
25-10-2014, 03:07 PM
Sard Hawa Sard Lehjy Or Yaadon Ki Yeh Halki Boondein
Be - Chainiyoon Ko Barha Dea October Ki Hawaon Ne
-Sameel Farooqui
Posts: 305
Threads: 12
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Oct 2014
Reputation:
22
25-10-2014, 05:36 PM
koi majboot si janjeer bhejo
tumhari yad pagal ho gai hai..!!
NM
Posts: 50
Threads: 21
Thanks Received: 6 in 3 posts
Thanks Given: 2
Joined: Oct 2014
Reputation:
25
25-10-2014, 06:00 PM
wah kya sher hai maza aa gaya...
dard paagal yahaan dawa paagal,
qatl mujhko kare bada paagal...
Posts: 2.5k
Threads: 510
Thanks Received: 19 in 18 posts
Thanks Given: 53
Joined: Sep 2014
Reputation:
116
takhallus: zaara
25-10-2014, 10:37 PM
Wo Pila Kar Jaam Labon Se Apne Muhabbat Ka Mohsin,
Ab Kehte Hain Ke Nashay Ki Aadat Achi Nahi Hoti...
26-10-2014, 12:02 AM
Jaffa mein hosh khote hai wafaa mein naam karte hai
sitamgar marne bhi nahi dete par katl-e-aam karte hai
aapka apnaa
-Mast
Posts: 2.5k
Threads: 510
Thanks Received: 19 in 18 posts
Thanks Given: 53
Joined: Sep 2014
Reputation:
116
takhallus: zaara
26-10-2014, 11:04 AM
Good one Anu ji..
Bewafa bhi ho, sitamgar bhi, jafa pesha bhi,
Naaz hum saare utha leinge tum aao to sahi!
NM
Posts: 123
Threads: 0
Thanks Received: 0 in 0 posts
Thanks Given: 0
Joined: Oct 2014
Reputation:
12
26-10-2014, 12:36 PM
Nadaan hai wo jo wafaa chahte hain inn haseenon se
Khushboo ki ummid rakhte hain, kaaghaz ke phoolon se….. ismail.
|