Shoutbox archive
avatar
@Mujeeb bohat shukria janab
avatar
@omer bahut umda , yeh zindagi farz nibhany mai kat gai ... kaRwa sach hai
avatar
Shukria mohtarma Zareeena Zara
avatar
Wah ..kya baat hai
avatar
Puraane kharz chukaane mein kat gayi .... Ye zindagi farz nibhaane mein kat gayi
avatar
Wah
avatar
ZameeN sahmi sahmi si AasmaaN benuur sa hai Mahol toh ab yaqeenan Mahdi ke zahuur sa hai
avatar
Very nice sher omer sahab...thanks for sharing....
avatar
zubaa.n toh khol, nazar toh mila, jawaab toh de Mai.n kitni baar luta huu.n mujhe hisaab toh de .... Rahat Indori
avatar
hum ne maana ke taghaful na karo ge, lekin  ...khaak ho jayeN ge hum, tum ko khabar honay tak... Ghalib
avatar
kitna asaan tha tere hijr mein marna jaana ...fir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate...Ahmed faraaz
avatar
Wah..
avatar
aate aate mera naam sa rah gaya, uske hoto.n pe kuch kaanpta rah gaya- waseem barelvi
avatar
sahārā lenā hī paḌtā hai mujh ko dariyā kā ..maiñ ek qatra huuñ tanhā to bah nahīñ saktā.. Waseem Barelvi..
avatar
Zarur ...irshaad
avatar
Waseem Barelvi sahab ki kal yaum e paidaesh thi, kuch unke ashar hojaye yahan
avatar
......fehmi badauni ..... خط میں لکھکر جو اسنے کاٹا ہے کاش میں اسکو پڑھ نہیں پاتا
avatar
avatar
chal-chal ke thak gaya hai ki manzil nahi koii, ..kyuN waqt har ek mod par thehraa hua sa hai,..shehriyar sahab
avatar
Waah lajawaab