Shoutbox archive
avatar
मैं ने लिक्खी थीं जो कभी आलम ...मुझ को पढ़ती हैं वो किताबें अब ..Aalam Khursheed
avatar
Ishq mein dil ka yeh manzar dekha ... Aag mein jaise samundar dekha. _ Haneef asghar.
avatar
Wishing Happy independence day to all friends
avatar
Kitni Munfarid Hai Yeh Zindagi Ki Aarzoo ... Mar Jatay HaiN Kisi Per Log Jeenay Kay Wastay . nm
avatar
Aankh se door na ho dil se utar jayega, ...Waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega.' -Ahmad Faraz
avatar
Aap kehte hain pyar ko ghussa....ham to ghusse ko pyar kehte hain....NM
avatar
Mout par kar dia hai aamadaa.........Tujhko ey zindagi khuda samjhey ( Abdullah Khalid)
avatar
Zara Si Deir Mein Hum Kesey Khol'ty Usko... Tamaam Umer Lagi, Jhoot Bol'ty Usko..mohsin naqvi
avatar
koī samjhe to ek baat kahūñ ... ishq taufīq hai gunāh nahīñ .. Firaq Gorakhpuri
avatar
Aapko bhi Eid ki mubarakbaad mihtarma Zaara
avatar
Eid Mubarak to all
avatar
avatar
nā-umīdī maut se kahtī hai apnā kaam kar aas kahtī hai Thahar ḳhat kā javāb aane ko hai - FANI BADAYUNI
avatar
avatar
Yeh aarzoo thi tujhe Gul ke roobaroo karte,.. Ham aur bulbul-e-betaab Guftagoo karte..Haider Ali aatish
avatar
Wah zabardast sher
avatar
kyu.n lagaye hai.n ishq par har taraf pahre .... wafa ke naam se itni bhi adaavat kyu.n hai
avatar
Wah
avatar
bheegi huwi ik shaam ki dehleez pe baiThy >>> hum dil ky sulagny ka sabab soch rahy haiN >>> Shakeeb Jalali
avatar
Tum kabhi us shqs ke dil ko bhi "azhar" dekhna... Jisne apne khaab ko aankhoN mai mar jaane dia (Azhar Inayati)