Shoutbox archive
avatar
Agar ham kahen aur oh muskura den... Ham unke liye zindegani luta den.... Sudarshan Fakir
avatar
Jaise khursheed se taron men chamak aati hai..Meri beti men meri maan ki jhalak ati hai ( Unknown Shayer)..khursheed means Suraj.
avatar
Ramadan mubarak to all
avatar
Shukriya
avatar
Wah wah wah..Bohut hi khoobsurat sher zaara saheba
avatar
Arz e talab par us ki chup se zahir hai inkaar magr..........Shayad wo kuch soch raha ho aisa bhi ho sakta hai (Malikzada Manzoor)
avatar
Utar ke rooh men meri jo mujh ko naap sake... Us aik shakhs ka ab tak hai intezaar mujhe... Abdul Haq Betaab
avatar
Shab- e- baraat aur Holi donon mubarak hon doston ko.
avatar
Ishq usko aata nahin hota....Jiske dil men khuda nahin hota....Unknown Shayer
avatar
Is qadar dil dukhana theek nahin... Her ghadi yaad aana theek nahin... Farzana sajid
avatar
Aaj karte nahin ek pal bhi gawara hamko... Oh jo rakhte the kabhi jaan se pyara hamko.... Atbaf Abrak
avatar
Muje yakeeN hai muhabbat usi ko kehte haiN, Ke zakhm taaza rahe aur nishaN chala jaye. … Unknown shayer
avatar
Ek talluq hai jise leke jiye jata hun.. Warna mushkil tha tere hijr ko apna lena... Mujeeb Parwaaz
avatar
Subha kar leta hun tumhen gar yaad....Din mera shaad se guzarta hai...Mujeeb Parwaaz
avatar
Chahta hun ke dil ki baat kahun.. Eik moqa to dijiyena huzoor... Mujeeb Parwaaz
avatar
Happy Republic Day to all my friends
avatar
Dil ki waadi men ghol do khushbu... Jab milo hamse khul ke baat karo... Mujeeb Parwaaz
avatar
Nahin aati to yaad unki mahinon tak nahin aati... Magar jab yaad aate hen to aksar yaad aate hen.... Hasrat Mohani
avatar
Ek muddat se teri yaad bhi aayi na hame. ...Or ham bhool gaye hon tujhe aisa bhi nahi. (Faraq gorakhpuri)
avatar
Tum ko dilse nahin bhulayenge ham.... Gham hai tanhai ka to gham hi sahi... Mujeeb Parwaaz